Jaan Ki Ye Baazi Lyrics - Amit Kumar

Jaan Ki Ye Baazi lyrics, the song is sung by Amit Kumar from Aakhri Baazi (1989). Jaan Ki Ye Baazi Dance soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Jaan ki ye baazi aakhiri baazi khelenge hum
Zinda hua to phir se hamme mar gaye hum
Duniya se aaj uth jayega dushman tera
Mere dost mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam
Jaan ki ye baazi aakhiri bazi khelenge hum
Zinda hua to phir se hamme mar gaye hum
Duniya se aaj uth jayega dushman tera
Mere dost mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam
Jaan ki ye baazi aakhiri bazi khelenge hum

bharatlyrics.com

Abhhi dekhni thi tujhko duniya ki har bahar
Tu chal diya abhi se mame karke bekarar
Jab tak na teri maut ko badla chukayenge
Dusman to kya hain khud ko
Maaf kar na payenge
Duniya se aaj uth jayega dusman tera
Mere dost mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam
Jaan ki ye baazi aakhiri baazi khelenge hum

Dil ban ke dhadkati hain sine mein teri yad
Har sans ban gayi hain teri yad ke fariyad
Tu chup hua to kya hua jawab denge hum
Tere khun ke har katre ka hisab lenge hum
Duniya se aaj uth jayega dusman tera
Mere dost mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam
Jaan ki ye baazi aakhiri baazi khelenge hum
Zinda hua to phir se hamme mar gaye hum
Duniya se aaj uth jayega dusman tera
Mere dost mere dost mere dost
Teri kasam teri kasam.

Jaan Ki Ye Baazi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download