Jaan Lene Ka Hai Kya Irada Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Jaan Lene Ka Hai Kya Irada lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Teen Chor (1973). Jaan Lene Ka Hai Kya Irada Romantic soundtrack was composed by Master Sonik, Om Prakash Sharma with lyrics written by Rajendra Krishan.

Meri mahbuba o jan
Lene ka hai kya irada
Ke aaj pura kiya kal ka wada
Meri mahbuba o jan
Lene ka hai kya irada
Ke aaj pura kiya kal ka wada

O jani mere o maja
Deta hai aisa hi wada
Ke jo na pura ho rah jaye adha
Meri mahbuba

bharatlyrics.com

Hum to kal se are khade hue hai
Rah me teri pade hue hai
Hum to kal se are khade hue hai
Rah me teri pade hue hai
Mai to kal se soyi hui thi
Khwab me tere khoyi hui thi
Ho kisi ki nind churana
Chain se khud so jana
Ho kyonki sathi mila sidha sadha
O jani mere o maja
Deta hai aisa hi wada
Ke jo na pura ho rah jaye adha
Meri mahbuba

Baho me ab are aa bhi jao
Tadap raha hu pyas bujhao
Baho me ab are aa bhi jao
Tadap raha hu pyas bujhao
Kya muskil hai pyas bujhani
Nadi pe jake pilo pani
Aaj ka din bhi kala
Pada jalim se pala
Ke pyas badne lagi or jyada
O jani mere o maja
Deta hai aisa hi wada
Ke jo na pura ho rah jaye adha
Meri mahbuba o
Jan lene ka hai kya irada
Ke aaj pura kiya kal ka wada
O jani mere meri mahbuba.

Jaan Lene Ka Hai Kya Irada Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download