Jaana Tune Jaana Nahin Lyrics - Abhijeet Bhattacharya, Behroze Chatterjee, Debashish Roy

Jaana Tune Jaana Nahin lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya, Behroze Chatterjee, Debashish Roy from Andaz Apna Apna (1994). Jaana Tune Jaana Nahin Love soundtrack was composed by Tushar Bhatia with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna, haila!
Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna, hailaa!

Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna, haila!
Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna, hailaa!

Ho ho ho ho..
Allah allah yeh hua kya
Dekh ti ho iss nazar se
Aaj suraj ye kidar se
Yun nikhal pada!
Mein tho uhi ban rahi thi
Varna tujh pe pehle din hi
Sun ke teri chikini baatein
Dil phisal pada!

Allah allah yeh hua kya
Dekh ti ho iss nazar se
Aaj suraj ye kidar se
Yun nikhal pada!
Mein tho uhi ban rahi thi
Varna tujh pe pehle din hi
Sun ke teri chikini baatein
Dil phisal pada!

Pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari
Ke apna yehi tha sapna
Pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari
Ke apna yehi tha sapna
Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna
Hayee.. Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna
Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna
Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna

bharatlyrics.com

Ho..
Dekh zalim haal mera..
Mere khesu mera chehara
Tere bin hai sab andhera hayi kya karun
Dekh zalim haal mera..
Mere khesu mera chehara
Tere bin hai sab andhera hayee kya karun
Arey pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari
Ke apna yehi tha sapna
Arey pyari pyari pyari ye baatein hai tumhari
Ke apna yehi tha sapna
Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna, aha!
Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna
Jaana tune jaana nahin tu koi beghana nahi
Tuhi toh hai mera apna, haila!
Teri kasam mein kya kahun
Ki tujh ko mein chahu kitna

Uimaa…
Bandu bol mera kya banega..kya banega
Aaaa…tujh ko tho chidiya milgayi
Aaaa…sone ki chidiya milgayi
Teri tho ban gaye yaara
Rehgaya mein khuwara
Rehgaya mein khuwara..
Mein khuwara..mein khuwara
Tujh ko tho chidiya milgayi
Hayee…sone ki chidiya milgayi
Sone ki chidiya milgayi
Sone ki chidiya milgayi.

Jaana Tune Jaana Nahin Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download