Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Jawani Diwani (1972). Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha Love soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

Janejan dhundhata phir
Raha hu tumhe rat din
Mai yaha se vaha
Janejan dhundhata phir
Raha hu tumhe rat din
Mai yaha se vaha
Mujhko aawaj do chhup
Gaye ho sanam tum kaha
Mai yaha tum kaha mai yaha

Janejan dhundhata phir
Raha hu tumhe rat din
Mai yaha se vaha

O mere humsafar pyar ki rah par
Sath chale ham magar kya khabar
O mere humsafar pyar ki rah par
Sath chale ham magar kya khabar
Raste me kahi reh gaye humnashi
Tum kahan mai yaha
Tum kahan mai yaha

Janeja dhundhati phir
Rahi hu tumhe rat din
Mai yaha se vaha
Mujhko aawaj do chhup
Gaye ho sanam tum kaha
Mai yaha tum kahan mai yaha

Dil machalne laga yuhi dhalne laga
Rang bhara pyar kaa yeh sama
Dil machalne laga yuhi dhalne laga
Rang bhara pyar kaa yeh sama
Aaj aise me bas chhodke chal diye
Tum kaha mai yaha
Tum kaha mai yaha

Janejan dhundhata phir
Raha hu tumhe rat din
Mai yaha se vaha

Paas ho tum khade
Mere dil me chhupe
Aur mujhe kuchh
Pata na chala
Paas ho tum khade
Mere dil me chhupe
Aur mujhe kuchh
Pata na chala
Dil me dekha nahi
Dekha sara jahan
Tum kaha mai yaha
Tum kaha mai yaha

bharatlyrics.com

Janejan dhundhta phir
Raha hu tumhe rat din
Mai yaha se vaha
Mujhko aawaj do chhup
Gaye ho sanam tum kaha
Mai yaha tum kaha mai yaha.

Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download