Jaane Kahaan Gaye Tum Lyrics - Mohammed Rafi

Jaane Kahaan Gaye Tum lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Aaja Sanam (1975). Jaane Kahaan Gaye Tum Sad soundtrack was composed by Usha Khanna with lyrics written by M. K. Javed.

Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum
Bechain hai rangin najare
Bechain hai rangin najare
Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum

Charo taraf viraniya hai charo taraf
Charo taraf viraniya hai
Khamoshiya hai tanhayiya hai
Jaane kahaan gaye tum
Bechain hai rangin najare
Bechain hai rangin najare
Jaane kahaan gaye tum

Tum bin udas mausam ki bahe
Tum bin udas
Tum bin udas mausam ki bahe
Tum bin udas jeevan ki rahe
Jaane kahaan gaye tum
Bechain hai rangin najare
Bechain hai rangin najare
Jane kaha gaye tum

bharatlyrics.com

Tumko pukare tuta hua dil tumko pukare
Tumko pukare tuta hua dil
Ashko mein aaho mein duba hua dil
Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum
Bechain hai rangin najare
Bechain hai rangin najare
Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum
Jaane kahaan gaye tum.

Jaane Kahaan Gaye Tum Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download