Jaane Kaun Sa Rasta lyrics, the song is sung by Aryans (Band) from Kehta Hai Dil Yahi Baar Baar (2012). The music of Jaane Kaun Sa Rasta Love, Pop track is composed by D.J. Narain, K.M. Sadasivan while the lyrics are penned by .
Jaane kaun sa rasta
Usake ghar ko jata
Jaane kaun sa rang hai
Usake mann ko bhata
Aisi kai hai paheliya
Mann mein kare jo athkheliya
Aisi kai hai paheliya
Mann mein kare jo athkheliya
Jaane kaun sa wada
Usako lubhata
Jaane kaun sa rasta
Usake ghar ko jata
Kahin door se main
Hoon gungunata
Usake liye naye geet gata
Kahin door se main
Hoon gungunata
Usake liye naye geet gata
Jaane kaun sa nagma
Usake mann ko bhata
Aisi kai hai paheliya mann
Mein kare jo athkheliya
Aisi kai hai paheliya mann
Mein kare jo athkheliya
Jaane kaun sa rasta
Usake ghar ko jata
Jaane kaun sa rang hai
Usake mann ko bhata
bharatlyrics.com
Kabhi dhoop hai
Kabhi chhanv bhi hai
Kabhi sard hai barsat bhi hai
Kabhi sard hai barsat bhi hai
Jaane kaunsa mausam
Usako suhata aisi kai
Hai paheliya mann
Mein kare jo athkheliya
Aisi kai hai paheliya mann
Mein kare jo athkheliya
Jaane kaun sa rasta
Usake ghar ko jata
Jaane kaun sa rang hai
Usake mann ko bhata.