Jaane Tu Kahaan (Title) Lyrics - Shaveei

Jaane Tu Kahaan (Title) lyrics, the song is sung by Shaveei from Jaane Tu Kahaan (2016). Jaane Tu Kahaan (Title) Rock soundtrack was composed by Manpal Singh with lyrics written by Shaveei.

Khoob tha tumko pata
Tum meri aadat ho
Beech raste mein chora kyu
Meri mohabbat ko

Khoob tha tumko pata
Tum meri aadat ho
Beech raste mein chora kyu
Meri mohabbat ko

Ab kaza si saza lage
Kya meri thi khata
Dil hai firta dar badar
Ab tu hi ye bata

Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan

Jaane tu kahaan..

Tumko yaad hain
Wo batein wo saari sogaatein
Tanha bin tere
Ab kaali kaali si raatein

Bin tere dil mein mere
Ab koi bhi nahi
Rooh mein saanson mein
Dil ki dhadkan mein
Tu hi hai kahi

bharatlyrics.com

Tujhse rangat hai judi
Tujhse hi samaa

Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan

Jaane tu kahaan..

Tumko chaaha hai itna
Rabb tumhe maana
Dil ke har safe pe
Tera hi afsaana

Tumko chaaha hai itna
Rabb tumhe maana
Dil ke har safe pe
Tera hi afsaana

Jis taraf bhi dekhta hun
Dilkhti tu hi tu
Nazrein dhunde raaston pe
Tere hi nishaan

Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan

Jaane tu kahaan..

Janne tu kahaan tu kahan
Adhura main yahaan
Jaane tu kahaan..

Jaane Tu Kahaan (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download