Jaaniya Lyrics - Siddharth Basrur

Jaaniya Lyrics - Siddharth Basrur

Jaaniya Lyrics - Siddharth Basrur

Jaaniya lyrics, the song is sung by Siddharth Basrur from Haunted: 3D (2011). The music of Jaaniya Love track is composed by Chirantan Bhatt while the lyrics are penned by Junaid Wasi.

Dil sunta hai teri sada
Aa ru ba ru ab toh zara
Bechain si meri zindagi
Sunn kar teri yeh dastaan
Jeena mera aasan kar
Ru mil ke yeh ehsaan kar
Kahin kho gaya chain usko
Tere dard ko ab jaan kar
Jaaniya o jaaniya
Bas roye dil mera
Aasu palkon pe nahin hai bewajah
Dil hai gum sada jaaniya

bharatlyrics.com

Tujhe paa liya ya kho diya
Iss baat par dil ro diya
Ke chaah kar tu naa aa sakey
Tu waqt hai guzra hua
Tujhe rakh liya inn yaadon ne
Ik phool sa kitaabon mein
Iss dil mein tu rahega sada
Aur mehkega inn saanson mein
Raaton mein tu jal jaata hai
Chehre mein tu dhal jaata hai
Taara hai tu mujh mein toota sa
Neendhon mein se jaga deta hai
Palkon ko bhigo deta hai
Dariya hai tu mujh
Mein dooba sa
Har waqt khwaabon
Ki tarah tu aata raha
Jaaniya o jaaniya
Din kya raat kya
Aahat ho koi lagta hai sada
Ke tu hai wahan jaaniya
Jaaniya o jaaniya
Bas roye dil mera
Aasu palkon pe
Nahin hai bewajah
Dil hai gum sada jaaniya.

Jaaniya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download