Jaao Chamka Subah Ka Sitaara Lyrics - Lata Mangeshkar

Jaao Chamka Subah Ka Sitaara lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Hyderabad Ki Nazneen (1952). The music of Jaao Chamka Subah Ka Sitaara Romantic track is composed by Vasant Desai while the lyrics are penned by Noor Lakhnavi.

Jaao chamka suboh ka sitaara
Jaao chamka suboh ka sitaara
Phir judaai ne aa ke pukara
Jaao chamka suboh ka sitaara

bharatlyrics.com

Dekh lo hum ko jee bhar ke dilbar
Dekh lo hum ko jee bhar ke dilbar
Kal na paltey kahin ye muqaddar
Kal na paltey kahin ye muqaddar
Phir na mumkin ho aana dubara
Jaao chamka suboh ka sitaara

Prem ke phool ik din khilenge
Prem ke phool ik din khilenge
Yahaan na mil paaye to wahan milenge
Yahaan na mil paaye to wahan milenge
Premiyon ko yahi hai sahara
Jaao chamka suboh ka sitaara

Aate rehte hain toofaan barabar
Aate rehte hain toofaan barabar
Kyun ubalta nahin prem sagar
Kyun ubalta nahin prem sagar
Doob jaayen to paayen kinaara
Jaao chamka suboh ka sitaara
Jaao chamka suboh ka sitaara.

Jaao Chamka Subah Ka Sitaara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Jaao Chamka Subah Ka Sitaara is from the Hyderabad Ki Nazneen (1952).

The song Jaao Chamka Subah Ka Sitaara was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Jaao Chamka Subah Ka Sitaara was composed by Vasant Desai.

The lyrics for Jaao Chamka Subah Ka Sitaara were written by Noor Lakhnavi.

The music director for Jaao Chamka Subah Ka Sitaara is Vasant Desai.

The song Jaao Chamka Subah Ka Sitaara was released under the Saregama.

The genre of the song Jaao Chamka Subah Ka Sitaara is Romantic.