Jab Bahar Aayi Lyrics - Talat Aziz

Jab Bahar Aayi lyrics, the song is sung by Talat Aziz from Dhadkan (1993). The music of Jab Bahar Aayi Ghazal track is composed by Talat Aziz while the lyrics are penned by .

Jab bahar aayi to sehara ki taraf chal nikala

Bazme gul chhod gaya dil mera pagal nikala

Ek mulaqaat thi jo dil ko sada yaad rahi

Ham jise umr smjhte the wo ek pal nikala
Jab bahar aayi to sehara ki taraf chal nikala

Jab use dhudhne nikala to nishaa tak na mila

Dil mein maujud raha aankh se ojhal nikala
Jab bahar aayi to sehara ki taraf chal nikala

bharatlyrics.com

Woh afasan e dil sun ke hasa karte the
Woh afasan e dil sun ke hasa karte the
Itna roye hai ki sab aankh ka kajal nikala
Jab bahar aayi to sehara ki taraf chal nikala
Bazme gul chhod gaya dil mera pagal nikala
Jab bahar aayi to sehara ki taraf chal nikala.

Jab Bahar Aayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download