Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Adaa (1992). The music of Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna Sad track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by .
Jab kisi se koi gila rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna
Samne apne aayina rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna
Yun ujalo se wasta rakhna
Yun ujalo se wasta rakhna
Shama ke paas hi hawa rakhna
Shama ke paas hi hawa rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna
Ghar ki tamil chahe jaisi ho
Ghar ki tamil chahe jaisi ho
Isme rone ki kuch jagah rakhna
Isme rone ki kuch jagah rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna
Maszide hain namazio ke liye
Maszide hain namazio ke liye
Apne ghar mein kahi khuda rakhna
Apne ghar mein kahi khuda rakhna
bharatlyrics.com
Milna julna jaha zaroori ho
Milna julna jaha zaroori ho
Milne julne ka hosla rakhna
Milne julne ka hosla rakhna
Samne apne aayina rakhna
Jab kisi se koi gila rakhna.