Jab Se Aankhe Ho Gayi Lyrics - Mohammed Rafi

Jab Se Aankhe Ho Gayi lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Dharti (1970). The music of Jab Se Aankhe Ho Gayi Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Jab se aankhe ho gayi
Tumse char is dharti par
Jab se aankhe ho gayi
Tumse char is dharti par
Kadam kadam par machal
Raha hai pyaar is dharti par
Jab se aankhe ho gayi
Tumse char is dharti par

Jab jab dekhu roop
Tumhara yaad vatan ki aaye
Jab jab dekhu roop
Tumhara yaad vatan ki aaye
Jaise meera ek tare
Pe geet sham ke gaye
Jaise meera ek tare
Pe geet sham ke gaye
Amar payr ke chhede
Tumne taar is dharti par
Amar payr ke chhede
Tumne taar is dharti par
Jab se aankhe ho gayi
Tumse char is darti par

Lahara kar tum in
Baho mein aa jati ho aise
Lahara kar tum in
Baho mein aa jati ho aise
Bahati bahati nadiya
Sagar se mil jaye jaise
Bahati bahati nadiya
Sagar se mil jaye jaise
Kaha se aayi ye ganga
Ki dhar is dharti par
Kaha se aayi ye ganga
Ki dhar is dharti par
Jab se aankhe ho gayi
Tumse char is darti par

bharatlyrics.com

Jhuki jhuki ye lambi
Palake ye zulfo ki chaanv
Basa hua hai is chaav
Mein rang roop ka gaanv
Basa hua hai is chaav
Mein rang roop ka gaanv
Ban jao ab mere gale
Ha haar is dharti par
Ban jao ab mere gale
Ha haar is dharti par
Jab se aankhe ho gayi
Tumse char is darti par
Kadam kadam par
Machal raha hai
Pyaar is dharti par.

Jab Se Aankhe Ho Gayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download