Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Lamha Lamha (1997). The music of Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya Ghazal track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by .

Jab se bulbul tune do tinke liya
Jab se bulbul tune do tinke liya
Tootati hain bijliyaan in ke liye
Jab se bulbul tune do tinke liya

Kaun weeraane mein dekhega bahaar
Kaun weeraane mein dekhega bahaar
Kaun weeraane mein dekhega bahaar
Phool jungle mein khile kin ke liye
Jab se bulbul tune do tinke liya

bharatlyrics.com

Saari duniya ke hain woh mere siwa
Saari duniya ke hain woh mere siwa
Saari duniya ke hain woh mere siwa
Main ne duniya chhod di inke liye
Jab se bulbul tune do tinke liya

Wasl ka din aur itna mukhtasir
Wasl ka din aur itna mukhtasir
Wasl ka din aur itna mukhtasir
Din gine jaate hain is din ke liye
Jab se bulbul tune do tinke liya

Baaghbaan kaliyaan ho halke rang ki
Baaghbaan kaliyaan ho halke rang ki
Baaghbaan kaliyaan ho halke rang ki
Bhejnee hain ek kamsin ke liye
Jab se bulbul tune do tinke liya
Tootati hain bijliyaan in ke liye
Jab se bulbul tune do tinke liya.

Jab Se Bulbul Tune Do Tinke Liya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download