Jab Tak Khada Himalay Lyrics - Mohammed Rafi

Jab Tak Khada Himalay lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Sati Vaishalini (1959). The music of Jab Tak Khada Himalay Motivational track is composed by Prem Nath while the lyrics are penned by Bharat Vyas.

Jab tak khada himalya hai
Jab tak ganga mein pani
Amar rahegi is jag mein
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Amar kahani, amar kahani

bharatlyrics.com

Ek sati sita thi
Jiske naam ko kare parnam
Pati ki agya maan ke jiske
Choda ayodya dham
Garabh mein balak
Parbhu hi palak
Kaha kare vishram
Ban ko viyogan chali ramakar
Rom rom mein ram
Lagi bitane din kutiya mein
Vo mahalo ki rani
Amar rahegi is jag mein
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Amar kahani, amar kahani.

Jab Tak Khada Himalay Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download