Jab Thoda Thoda Lyrics - Asha Bhosle

Jab Thoda Thoda lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Chandan (1958). The music of Jab Thoda Thoda Qawwali track is composed by Madan Mohan Kohli while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Jab thoda thoda haye
Jab thoda thoda
Aankho se kasur ho gaya
Jab thoda thoda
Aankho se kasur ho gaya
Dil pahlu se hamare
Badi dur ho gaya
Dil pahlu se hamare
Badi dur ho gaya

bharatlyrics.com

Aankho ka char ho jana
Ek ban gaya bahana
Aankho ka char ho jana
Ek ban gaya bahana
Sine se dil ko chura
Lo mai huya rawana
Sine se dil ko chura
Lo mai huya rawana
Piye bina ye sharabi
Piye bina ye sharabi
Piye bina ye sharabi
Makhnur ho gaya
Piye bina ye sharabi
Makhnur ho gaya
Jab thoda thoda
Aankho se kasur ho gaya

Rato ko nind na aaye
Ye pyar ki saja hai
Rato ko nind na aaye
Ye pyar ki saja hai
Mere hujur jalne me
Lekin bada maja hai
Mere hujur jalne me
Lekin bada maja hai
Parwana dekho haye
Parwana dekho haye
Parawana dekho kaise
Mashur ho gaya
Parawana dekho kaise
Mashur ho gaya
Jab thoda thoda
Aankho se kasur ho gaya

Ye jante jo pahle se
Aankhe na hum milate
Ye jante jo pahle se
Aankhe na hum milate
Dil ke is riste ko
Duniya se hum chhupate
Dil ke is riste ko
Duniya se hum chhupate
Ishq fika hi tha
Haye ishq fika hi tha
Ek ladu haye ek
Ladu dur ho gaya
Jab thoda thoda
Aankho se kasur ho gaya
Dil pahlu se hamare
Badi dur ho gaya.

Jab Thoda Thoda Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download