Jab Yunhi Bichhadna Tha Lyrics - Anuradha Paudwal

Jab Yunhi Bichhadna Tha lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Mehboob Mere (1995). Jab Yunhi Bichhadna Tha Love, Sad soundtrack was composed by Anwar Hussain with lyrics written by .

Jab yunhi bichhadna tha
To pehale bata dete
Dil to na mera jalata
Hum haske bhula dete
Jab yunhi bichhadna tha
To pehale bata dete
Dil to na mera jalata
Hum haske bhula dete
Jab yunhi bichhadna tha

Yun khud ko chhupane ki
Nobat na kabhi aati
Yun khud ko chhupane ki
Nobat na kabhi aati
Hum koi bhi achha sa
Afsana bana dete
Dil to na mera jalata
Hum haske bhula dete
Jab yunhi bichhadna tha

bharatlyrics.com

Bhule bhi achanak to
Mil jaate kahin hum ko
Bhule bhi achanak to
Mil jaate kahin hum ko
Uss raaho mein yaado ke
Do phool bichha dete
Dil to na mera jalata
Hum haske bhula dete
Jab yunhi bichhadna tha

Dasti na ye tanhaai
Hasti na ye duniya bhi
Dasti na ye tanhaai
Hasti na ye duniya bhi
Le lete meri jaan tum
Par ye na saja dete
Dil to na mera jalata
Hum haske bhula dete
Jab yunhi bichhadna tha
Jab yunhi bichhadna tha
To pehale bata dete
Dil to na mera jalata
Hum haske bhula dete
Jab yunhi bichhadna tha.

Jab Yunhi Bichhadna Tha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download