Jabse Laagi Tose Najariya Lyrics - Asha Bhosle, Lata Mangeshkar

Jabse Laagi Tose Najariya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Lata Mangeshkar from Shikar (1968). The music of Jabse Laagi Tose Najariya Dance track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

bharatlyrics.com

Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya

Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya

Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya

Nain huye dono gulabi
Chaal chalu mai jaise sharabi
Nain huye dono gulabi
Chaal chalu mai jaise sharabi
Bedh jiya ke kaise batau
Bedh jiya ke kaise batau
Padh le mora chehra kitabi

Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya

Rang me tore mai to rang gayi
Pyar ki batiya mai samajh gayi
Rang me tore mai to rang gayi
Pyar ki batiya mai samajh gayi
Jaan le tu bhi more balam
Jaan le tu bhi more balam
Aaj mai kahe itni saj gayi

Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya

Rah naveli dar mohe lage
Thaam le baiya samne aa ke
Rah naveli dar mohe lage
Thaam le baiya samne aa ke
Khoj me teri khud kho jau
Khoj me teri khud kho jau
Tu jo mile to baag ye jaage

Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya.

Jabse Laagi Tose Najariya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download