Jadu Bhare Naina Lyrics - Shamshad Begum

Jadu Bhare Naina lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Raftar (1955). The music of Jadu Bhare Naina Playful track is composed by Shivram Krishna while the lyrics are penned by Nakhshab Jarchavi.

Jadu bhare naina
Jadu bhare naina tihare balam
Jadu bhare naina tihare balam
Tore sar ki kasam jadu dar gaye
Tore sar ki kasam jadu dar gaye
Haye hume mar
Gaye o hume mar gaye
Jadu bhare naina

bharatlyrics.com

Bholi bhali nazar
Gayi dil mein utar
Bholi bhali nazar
Gayi dil mein utar
Hua wohi ki jiska
Pahle se tha dar
Chupke chupke
Chupke chupke
Idhar lut gayi zindagi
Idhar lut gyai zindagi

Aur udhar bekhabar
Hi raha bekhabar
Baki phir ki
Nazariya ke tir gaye
Manva ko chir
Karajva ke par gaye
Haye haye raam
Karajva ke par gaye
Haye re hume mar gaye
Ho hume mar gaye
Jadu bhare naina

Pyari pyari ada
Le gayi dil chura
Pyari pyari ada
Le gayi dil chura
Ke kaha koi aankho
Mein jadu kiya
Chori chori
Chori chori koi
Sarihad pe ada
Hui sari rasmein ada
Dilki bazi mein
Dilbar na kabu raha

Dekho dekho
Mohabbat ki reet gayi
Duniya se jeet
Sajanva bhi har gaye
Haye haye ram
Sajanva bhi har gaye
Haye re hume mar gaye
Ho hume mar gaye
Jadu bhare naina.

Jadu Bhare Naina Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download