Jadu Kiya Lyrics - Ali Haider

Jadu Kiya lyrics, the song is sung by Ali Haider from Qarar (1991). The music of Jadu Kiya track is composed by while the lyrics are penned by .

Kaisa jadu kiya
Dil bekaabu kiya
Sapnon mein dil liya
Aisa kya keh diya
Har kali ki mehek
Rang kaliyan dhanak
Sab tujhpe fida
Ab na hona juda
Jaan-e-janaa…

bharatlyrics.com

Main tumko saanson mein
Basa ke palkon mein
Dareechon se jhankun main
Jee bhar ke
Main tumko saanson mein
Basa ke palkon mein
Dareechon se jhankun main
Jee bhar ke
Aas ho tum meri
Ya ho mujhse juda
Meri har ek nazar
Tumko degi sadaa
Har kali ki mehek
Rang kaliyan dhanak
Sab tujhpe fida
Ab na hona juda
Jaan-e-janaa…

Mere dil mein kya hai
Bataun main kaise
Bitaaye hein kaise din
Gin gin ke
Mere dil mein kya hai
Bataun main kaise
Bitaaye hein kaise din
Gin gin ke
Dhadkanon ki kasa
Tumse leke main ghum
Pyaar tumse karun
Tumko apna kahun
Har kali ki mehek
Rang kaliyan dhanak
Sab tujhpe fida
Ab na hona juda
Jaan-e-janaa…

Kaisa jadu kiya
Dil bekaabu kiya
Sapnon mein dil liya
Aisa kya keh diya
Har kali ki mehek
Rang kaliyan dhanak
Sab tujhpe fida
Ab na hona juda
Jaan-e-janaa…

Jadu Kiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download