Jaise Jaise Pritam Se Lyrics - Lata Mangeshkar

Jaise Jaise Pritam Se lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Archana (1974). The music of Jaise Jaise Pritam Se Masti track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Jaise jaise, jaise jaise
Jaise jaise pritam
Se pyar bada jaye
Vaise vaise mera
Nikhar bada jaye
Jaise jaise pritam se
Pyar bada jaye
Vaise vaise mera
Nikhar bada jaye
Ha jaise jaise pritam se
Pyar bada jaye
Vaise vaise mera
Nikhar bada jaye

Pani ke darpan dekhu jo chaya
Chaya me pritam najar mujhe aaya
Milne ki aasha hai
Ja ker milungi
Dil maine khoya to sajan ko paya
Khoye khoye khoye khoye
Dil me ikrar bada jaye
Jaise jaise pritam se
Ha jaise jaise pritam se
Pyar bada jaye
Vaise vaise mera
Nikhar bada jaye

Mausam jo aaya hai lekar tarne
Beja piya ji ne mujhko bhulane
Jsaj dhaj ke ban ke dulhaniya
Aur baitungi unke sirane
Dheere dheere dheere
Mera sanghar bada jaye
Jaise jaise pritam se
Ha jaise jaise pritam se
Pyar bada jaye
Vaise vaise mera
Nikhar bada jaye

bharatlyrics.com

Sanso ke taro me unki sada hai
Unki rahungi yahi faisla hai
Mai unke dashrsan ki pyasi pujarin
Dil jisne jita mera devta hai
Pyase pyase pyase
Pyase naino me khumar bada jaye
Jaise jaise pritam se
Ha jaise jaise pritam se
Pyar bada jaye
Vaise vaise mera
Nikhar bada jaye.

Jaise Jaise Pritam Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download