Jalne Ke Siva Aur Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Jalne Ke Siva Aur lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Gajre (1948). The music of Jalne Ke Siva Aur Sad track is composed by Anil Krishna Biswas while the lyrics are penned by Gopal Singh Nepali.

Jalne ke siva aur
Kya hai yaha
Chaahe dil ho kisi ka
Ya ho diya
Ya ho diya
Jalne ke siva aur
Kya hai yaha
Har raat diya
Jal jal ke bujhe
Har raat diya
Jal jal ke bujhe
Dil roz pukaare
Piya piya piya piya
Jalne ke siva aur
Kya hai yaha

Bachapan se
Tumhi se preet lagi
Ab alag jawani beet rahi
Jab paas the
Tumko pyar kiya
Jab paas the
Tumko pyar kiya
Ab door huye
To tarse jiya
Ab door huye
To tarse jiya
Jalne ke siva aur
Kya hai yaha

bharatlyrics.com

Hai rain ghiri
Par chain nahi
Hai rain ghiri
Par chain nahi
Ye mann hai kahi
Aur nain kahi
Ye mann hai kahi
Aur nain kahi
Jabse tum bichhad
Gaye hamne
Jabse tum bichhad
Gaye hamne
Phaagun mein
Machalna chhod diya
Phaagun mein
Machalna chhod diya
Jalne ke siva au
Kya hai yaha.

Jalne Ke Siva Aur Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download