Janam Bhumi Maa Lyrics - Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Janam Bhumi Maa lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Netaji Subhash Chandra Bose (1966). Janam Bhumi Maa Patriotic soundtrack was composed by Salil Chowdhury with lyrics written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).

Janam bhumi maa
Main yaha tu waha
Tujhse dur ja raha
Main jaane kaha
Janam bhumi maa
Main yaha tu waha
Tujhse dur ja raha
Main jaane kaha
Janam bhumi maa

Bhagya vash meine
Jo hai khodi
Yaad aati ho teri hori
Bhagya vash meine
Jo hai khodi
Yaad aati ho teri hori
Chhu saka na charan
Maa karna ksma
Janam bhumi maa
Main yaha tu waha
Tujhse dur ja raha
Main jaane kaha
Janam bhumi maa

Yeh jo apne bich hai duri
Yeh hai maa kismat ki majaburi
Yeh jo apne bich hai duri
Yeh hai maa kismat ki majaburi
Tu to hai janani meri aatma
Janam bhumi maa
Main yaha tu waha
Tujhse dur ja raha
Main jaane kaha
Janam bhumi maa

bharatlyrics.com

Tujhse shayad ab na mil pau
Rona mat maa jo na ghar aau
Tujhse shayad ab na mil pau
Rona mat maa jo na ghar aau
Hai abhi baki mera imteha
Janam bhumi maa
Main yaha tu waha
Tujhse dur ja raha
Main jaane kaha
Janam bhumi maa.

Janam Bhumi Maa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download