Jane Kya Hua Lyrics - Shankar Mahadevan

Jane Kya Hua lyrics, the song is sung by Shankar Mahadevan from Breathless (1998). Jane Kya Hua Love soundtrack was composed by Shankar Mahadevan with lyrics written by Javed Akhtar.

Ho o o
Tan na na na tan na na na
Tan na na na tan na na na

Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Dilon mein aur nigahon mein
Hamari saari raahon mein
Mohabbat aur khushi ke
Pyaare pyaare phool khilte the
Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Tan na na na tan na na na

Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Dilon mein aur nigahon mein
Hamari saari raahon mein
Mohabbat aur khushi ke
Pyaare pyaare phool khilte the
Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Tan na na na tan na na na

Jaise milte hai nadiya ke do dhare
Aise milte the hum
Dil mein jaise khushi ke the phuvare
Door tak tha na gam
Tan na na na tan na na na
Jaise milte hai nadiya ke do dhare
Aise milte the hum
Dil mein jaise khushi ke the phuvare
Door tak tha na gam
Tan na na na tan na na na

bharatlyrics.com

Kabhi hum baat karte the
Kabhi hum gungunate the
Kabhi hum muskurate the
Kabhi hum kho se jate the
Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Jaane kya hua phir jaane kya hua
Jaane kya hua phir jaane kya hua

Dhal gayi woh sari khushiya aanhon mein
Ab hai tanhaayi yah
Mein bhatkta hoon duniya ki raahon mein
Tum ho jaane kahan
Dhal gayi woh sari khushiya aanhon mein
Ab hai tanhaayi yah
Mein bhatkta hoon duniya ki raahon mein
Tum ho jaane kahan
Magar phir bhi na jaane kyun
Kabhi duniya ke mele mein
Kabhi gero ki mehfil mein
Kabhi bilkul akele mein
Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Jaane kya hua phir jaane kya hua
Jaane kya hua phir jaane kya hua

Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Dilon mein aur nigahon mein
Hamari saari raahon mein
Mohabbat aur khushi ke
Pyaar ke phool khilte the
Mujhe yaad aate ho woh din
Ke jab hum roj milte the
Jaane kya hua phir jaane kya hua
Jaane kya hua phir jaane kya hua
Jaane kya hua phir jaane kya hua
Jaane kya hua phir jaane kya hua.

Jane Kya Hua Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download