Jawani Chaand Salona Lyrics - Mohammed Rafi, Zohrabai Ambalewali

Jawani Chaand Salona lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Zohrabai Ambalewali from Saudamini (1950). The music of Jawani Chaand Salona Romantic track is composed by S. N. Tripathi while the lyrics are penned by Anjum Pilibhiti.

Jawani chaand salona
Jawani chaand salona
Chamke aur chup jaye
Chamke aur chup jaye
Ke dekho aachal mein cheep jaye
Ke dekho badal mein cheep jaye

Jawani chaand salona
Jawani chaand salona
Chamke aur chup jaye
Chamke aur chup jaye
Ke dekho aachal mein cheep jaye
Ke dekho badal mein cheep jaye
Jawani chaand salona

bharatlyrics.com

Ghata mein chand chamka hai
Ke ghesu muh pe hai kale
Tumhara naam le le kar
Jiya karte hai dilwale
Tumhara naam le le kar
Jiya karte hai dilwale

Jara hoshiyar hi rahna
Kah dete hai dilwalo
Jara hoshiyar hi rahna
Kah dete hai dilwalo
Jawani ki hifazat ke liye to
Naaz hai pale
Jawani ki hifazat ke liye to
Naaz hai pale
Koi paas na aaye
Koi paas na aaye
Ke dekho aachal mein chup jaye
Ke dekho badal mein chup jaye
Jawani chaand salona

Jawani mein akeli
Zindagi acchi nahi hoti
Bulalo pas hamko dillagi
Acchi nahi hoti
Bulalo pas hamko dillagi
Acchi nahi hoti
Kahe aankh churaye
Ke dekho aachal mein chup jaye
Ke dekho badal mein chup jaye
Jawani chaand salona.

Jawani Chaand Salona Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download