Jeevan Ke Sab Sukh Lyrics - Lata Mangeshkar

Jeevan Ke Sab Sukh lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Gunahgaar (1980). The music of Jeevan Ke Sab Sukh Devotion track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta).

Jai jai ram jai jai ram
Jai jai ram jai jai ram
Siya ram siya ram
Siya ram siya ram
Jai jai ram jai jai ram
Jai jai ram jai jai ram
Siya ram siya ram
Siya ram siya ram
Jeevan ke sab sukh milte hai
Aake tere daware
Ye sansar bhawar hai sabko
Tu hi par utare

bharatlyrics.com

Surdas ke man mein tune
Ghyan ki jyot jagayi
Jai jai ram siya ram
Ho surdas ke man me tune
Ghyan ki jyot jagayi
Valmik ko bhagwan tune
Prem ki rah dikhayi
Apne aapko bhul gaye jo
Apne aapko bhul gaye jo
Unko tu hi sudhare
Jeevan ke sab sukh milte hai
Aake tere daware

Kiske man mein kya hai
Tu hi jane sab raghurayi
Kiske man mein kya hai
Tu hi jane sab raghurayi
Mera lal mujhe lauta de
Subh karmo ki kamayi
Antaryami tu hi sabke
Antaryami tu hi sabke
Bigde kaz sware
Jeevan ke sab sukh milte hai
Aake tere daware
Ye sansar bhawar hai sabko
Tu hi par utare

Jai jai ram jai jai ram
Jai jai ram jai jai ram
Siya ram siya ram
Siya ram siya ram
Jai jai ram jai jai ram
Jai jai ram jai jai ram
Siya ram siya ram
Siya ram siya ram
Jai jai ram jai jai ram
Jai jai ram jai jai ram
Siya ram siya ram
Siya ram siya ram
Jai jai ram jai jai ram
Jai jai ram jai jai ram
Siya ram siya ram
Siya ram siya ram.

Jeevan Ke Sab Sukh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download