Jhoom Jhoom Kar Lyrics - Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Jhoom Jhoom Kar lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Taj (1956). The music of Jhoom Jhoom Kar Dance track is composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Jhum jhum kar chali akeli
Aaj na jaane kaha naveli
Mast nazar sharmaaye
Ho gaya hai
Ho gaya hai pyaar ka jaadu
Naagin si balakhaaye
Jhum jhum kar chali akeli
Aaj na jaane kaha naveli
Mast nazar sharmaaye
Ho gaya
Ho gaya hai pyaar ka jaadu
Naagin si balakhaaye

Mastaani hai chaal gulaabi gaal
Umariya baali
Mastaani hai chaal gulaabi gaal
Umariya baali ghunghar wale baal
Sunahari jaal nazariya matavaali
Dur dur se jhalak dikhaaye
Saanvariya jab paas bulaaye
Chham chham badhati jaaye
Ho gaya
Ho gaya hai pyaar ka jaadu
Naagin si balakhaaye
Jhum jhum kar chali akeli
Aaj na jaane kaha naveli
Mast nazar sharmaaye
Ho gaya
Ho gaya hai pyaar ka jaadu
Naagin si balakhaaye

Albeli magarur nashe
Me chur chali laharaati
Albeli magarur nashe
Me chur chali laharaati
Dekho karati man chalati
Ban hai dil ko tadpaati
Aag lagaakar aankh churaaye
Sanvariya jab paas bulaaye
Chham chham badhati jaaye
Ho gaya
Ho gaya hai pyaar ka jadu
Naagin si balakhaaye

bharatlyrics.com

Jhum jhum kar chali akeli
Aaj na jaane kahan naveli
Mast nazar sharmaaye
Ho gaya
Ho gaya hai pyaar ka jadau
Naagin si balakhaaye.

Jhoom Jhoom Kar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download