Jigar Ke Ghaav Ko Lyrics - Kamala Jharia

Jigar Ke Ghaav Ko lyrics, the song is sung by Kamala Jharia from Abhagin (1938). The music of Jigar Ke Ghaav Ko Happy track is composed by Rai Chand Boral while the lyrics are penned by Arzoo Lakhnavi.

Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai
Wo naadaan hai lagi dil ki
Jo ashqon se bujhaata hai
Wo naadaan hai lagi dil ki
Jo ashqon se bujhaata hai

Aa aa aa aa
Magar hai phool maalik
Ab bhala lagta hai
Daali mein aa aa aa
Jo apnaaye to
Dhabba baans ka hai
Jo apnaaye to
Dhabba baans ka hai

Wohi hai neend aankhon ki
Wahi aankhon ka
Wohi hai neend aankhon ki
Wahi aankhon ka
Ke jaisa shauk hota hai
Asar waisa hi aata hai
Ke jaisa shauk hota hai
Asar waisa hi aata hai

bharatlyrics.com

Aa aa aa
Hain uska bolbaala aarzoo
Khush kar ke jo khush ho
Aa aa aa aa
Hain uska bolbaala aarzoo
Khush ka ke jo khush ho o o

Jo leta hai wo khota hai
Jo deta hai wo paata hai
Jo leta hai wo khota hai
Jo deta hai wo paata hai
Jigar ke ghaav ko ooper ka
Marham kab mitaata hai.

Jigar Ke Ghaav Ko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *