Jine Ka Agar Andaz Aaye Lyrics - Asha Bhosle

Jine Ka Agar Andaz Aaye lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966). The music of Jine Ka Agar Andaz Aaye Sad track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Marne ke liye jina hai agar
To kuch bhi nahi hai zindagi

bharatlyrics.com

Kuch log yaha phulo ki jagha
Kanto ki tamana karte hai
Kuch log yaha phulo ki jagha
Kanto ki tamana karte hai
Jite hai na jine dete hai
Hasti ki wo ruswa karte hai
Hasti ki wo ruswa karte hai
Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Marne ke liye jina hai agar
To kuch bhi nahi hai zindagi

Shabnam ki chamak, suraj ki kiran
Kaliyo ki hansi mai thi hi nahi
Shabnam ki chamak, suraj ki kiran
Kaliyo ki hansi mai thi hi nahi
Ye zindagi kitni dilkash hai
Ab soch kabhi ye dekhi nahi
Ab soch kabhi ye dekhi nahi
Jine ka agar andaz aaye,
To kitni hansi hai zindagi
Marne ke liye jina hai agar
To kuch bhi nahi hai zindagi.

Jine Ka Agar Andaz Aaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download