Jiya Sharmaye Nazar Jhuki Jaaye Lyrics - Asha Bhosle

Jiya Sharmaye Nazar Jhuki Jaaye lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Dulhan (1958). Jiya Sharmaye Nazar Jhuki Jaaye Masti soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Jiya sharmaye nazar jhuki jaye
Bhabhi kaise kahu mai dil ki baat
Piya ho jaise chanda poonam ki raat
Piya ho jaise chanda poonam ki raat

Jiya sharmaye nazar jhuki jaye
Bhabhi kaise kahu mai dil ki baat
Piya ho jaise chanda poonam ki raat
Piya ho jaise chanda poonam ki raat

bharatlyrics.com

Suit buit me aisa lage jaise ho koi afsar
Suit buit me aisa lage jaise ho koi afsar
Bade bade gunvan bhi kate
Uske aage chakar
Jo bhi takar dene aaye
Khaye usse maat
Jo bhi takar dene aaye
Khaye usse maat
Piya ho jaise chanda poonam ki raat
Piya ho jaise chanda poonam ki raat

Na mangu mai mahal do mahale
Na rani ka chhat
Ager pati ka pyar mile to
Chalegi tuti khaat
Sita bankar rahugi
Mai bhi apne ram ke sath
Piya ho jaise chanda poonam ki raat
Piya ho jaise chanda poonam ki raat

Bandh ke sehara aaye vo jab
Mai dulhan ban sharmau
Chhoad ke babul ki nagari
Mai desh piya ke jau
Mai desh piya ke jau
Jag dekhe o dulha aisa aisi ho barat
Piya ho jaise chanda poonam ki raat
Piya ho jaise chanda poonam ki raat

Jiya sharmaye nazar jhuki jaye
Bhabhi kaise kahu mai dil ki baat
Piya ho jaise chanda poonam ki raat
Piya ho jaise chanda poonam ki raat.

Jiya Sharmaye Nazar Jhuki Jaaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download