Jo Beet Chuki So Beet Chuki Lyrics - Kundan Lal Saigal

Jo Beet Chuki So Beet Chuki lyrics, the song is sung by Kundan Lal Saigal from Pujarin (1936). Jo Beet Chuki So Beet Chuki Playful soundtrack was composed by Timir Baran with lyrics written by Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma).

Jo beet chuki so beet chuki
Jo beet chuki so beet chuki
Ab us ki yaad sataaye kyun
Ab us ki yaad sataaye kyun
Jo beet chuki so beet chuki
Jo beet chuki so beet chuki

Khush rehne waali soorat pe
Chinta ki badli chhaaye kyun
Khush rehne waali soorat pe
Chinta ki badli chhaaye kyun
Jo beet chuki so beet chuki
Jo beet chuki so beet chuki

bharatlyrics.com

Samaan kar dil behlaane ka
Pyaale mein dabo de sab chinta
Samaan kar dil behlaane ka
Pyaale mein dabo de sab chinta
Wo dil jo piye jaa kehtaa thhaa
Wo dil jo piye jaa kehtaa thhaa
Ab jaam wohi thhukraaye kyun
Ab jaam wohi thhukraaye kyun

Phoolon se jisko nafrat ho
Unki khushboo se vehshat ho
Phoolon se jisko nafrat ho
Unki khushboo se vehshat ho
Jis dil ki machalnaa aadat ho
Jis dil ki machalnaa aadat ho
Phir koi usey behlaaye kyun
Phir koi usey behlaaye kyun.

Jo Beet Chuki So Beet Chuki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download