Jo Bhi Hua Hai Lyrics - Kishore Kumar

Jo Bhi Hua Hai lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Paanch Dushman (1973). Jo Bhi Hua Hai Love soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai
Gussa na karo itna jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai
Gussa na karo itna ab jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai
Gussa na karo itna ab jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai

Sah na saka main huzur ki duri
Sah na saka main huzur ki duri
Kya kahu aisi hai kya majburi
Jab se mile ho najar mein khile ho
Are ha lagta hai apna milan
Gussa na karo itna ab jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai

bharatlyrics.com

Main hu ek bekash garib deewana
Main hu ek bekash garib deewana
Tumne bhi mujhko nahi pahchana
Bade armano se laya hu dekho
Are ha ha ha
Pahli tamanna ka ye najrana
Gussa na karo
Gussa na karo itna ab jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai
Gussa na karo itna ab jane do na
Jo bhi hua hai wo pyar mein hua hai.

Jo Bhi Hua Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download