Jo Dil Ne Kaha Kya Lyrics - Fuzon (Band)

Jo Dil Ne Kaha Kya lyrics, the song is sung by Fuzon (Band) from Journey (2008). The music of Jo Dil Ne Kaha Kya Playful track is composed by Fuzon (Band) while the lyrics are penned by Fuzon (Band).

Jo dil ne kaha kya tumne suna
Jo dil ne kaha kya tumne suna
Ab kuch bhi ho dekho naav chali
Jo dil ne kaha kya tumne suna
Jo dil ne kaha kya tumne suna
Ab kuch bhi ho dekho naav chali

bharatlyrics.com

Jhum jhum are ghum
Ghum mausam badla
Rup rup dhup dhup aachal dhalka
Chayi badli wo chup gaya
Tera chehra chand bana
Jo dil ne kaha kya tumne suna
Ab kuch bhi ho dekho naav chali

Kaisa hai safar mere humsafar
Aaye mujhko har su tu hi najar
Rat bhi hamari din bhi hamare hai
Sapne jo bhi dekhe
Pure ho gaye wo dekho
Jo dil ne kaha kya tumne suna
Jo dil ne kaha kya tumne suna
Ab kuch bhi ho dekho naav chali
Ab kuch bhi ho dekho naav chali

Sare rang tere mere rang hai
Aate jate mausam mere sang hai
Tare bhi hamare najare bhi hamare
Hai aankho me tumhari aasu
Ban gaye hai moti kaise
Jo dil ne kaha kya tumne suna
Jo dil ne kaha kya tumne suna
Ab kuch bhi ho dekho naav chali
Ab kuch bhi ho dekho naav chali
Jhum jhum are ghum
Ghum mausam badla
Rup rup dhup dhup aachal dhalka
Chayi badli wo chup gaya
Tera chehra chand bana
Jo dil ne kaha kya tumne suna
Jo dil ne kaha kya tumne suna
Ab kuch bhi ho dekho naav chali
Ab kuch bhi ho dekho naav chali.

Jo Dil Ne Kaha Kya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download