Jo Kho Jata Hai lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Jaan- E- Ghazal (2006). The music of Jo Kho Jata Hai Ghazal track is composed by Chandan Dass while the lyrics are penned by Muqtida Hasan Nida Fazli.
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Nikal aate hain aansu haste haste
Nikal aate hain aansu haste haste
Nikal aate hain aansu haste haste
Ye kis gham ki mehek hain har khushi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
bharatlyrics.com
Kahin chehara kahin aankhe kahin lab
Kahin chehara kahin aankhe kahin lab
Kahin chehara kahin aankhe kahin lab
Humesha ek milata hain kahin mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Sulgati ret mein paani kahan thaa
Sulgati ret mein paani kahan thaa
Sulgati ret mein paani kahan thaa
Koi baadal chhupa thaa tishnagi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Zamee par aasmaan milta nahi hain
Zamee par aasmaan milta nahi hain
Zamee par aasmaan milta nahi hain
Farishta dhundhiye mat aadami mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein
Ghazal hain naam uska shayari mein
Jo kho jata hai milkar zindagi mein.