Jogi Aaya Leke Sandesha Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Jogi Aaya Leke Sandesha lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Post Box 999 (1958). The music of Jogi Aaya Leke Sandesha Masti track is composed by Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Pyarelal Shrivasta (P. L. Santoshi).

Jogi aaya leke sandesha bhagwan ka
Jogi aaya leke sandesha bhagwan ka
Dhyan dharo re bhai dhyan dharo re
Dhyan dharo re bhai dharam ka iman ka
Jogi aaya leke sandesha bhagwan ka
Jogi aaya leke sandesha bhagwan ka

Teri bhalai sath hai tere
Teri burai sath hai tere
Jo bhi kiya hai tune yaha re
Uska natija sath hi dede
Likh teri karni ka lekha
Likh teri karni ka lekha
Jo malik hai jahan ka
Jogi aaya leke sandesha bhagwan ka

bharatlyrics.com

Chupke se jake soch akele
Kya kya tune khel hai kheled
Dekha hai tune apna sukh re
Chahe kitne koi dukh jhele
Bhul gaya hari din dayamay
Bhul gaya hari din dayamay
Wo sathi na dhanwan ka
Jogi aaya leke sandesha bhagwan ka

Mat bhatke tu o sansari
Lobh moh ki hai andhiyari
Aate jate khayega thoakr
Padi rahegi daulat sari
Apne man ke kone me tu
Apne man ke kone me tu
Ab deep jalale gyan ka
Jogi aaya leke sandesha bhagwan ka.

Jogi Aaya Leke Sandesha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download