Julmi Hamare Sanwariya Lyrics - Lata Mangeshkar

Julmi Hamare Sanwariya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Mr. X In Bombay (1964). The music of Julmi Hamare Sanwariya Dance track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Aa..aa..
Zulmi hamare
Saawariya ho ram
Zulmi hamare
Saawariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram
Zulmi hamare
Saawariya ho ram
Zulmi hamare
Saawariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram

Na soye kabhi
Raaton mein hum
Haan na soye kabhi
Raaton mein hum
Yoon roye
Barsaaton mein hum
Ho kyun khoye
Tori baaton mein hum
Mana karti thi..
Ho mana karti thi
Saari nagariya ho ram
Mana karti thi
Saari nagariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram
Zulmi hamare
Saawariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram

Ab aaye
Ab tak the kahan
Ab aaye
Ab tak the kahan
Kya jaanu
Kya beeti yahaan
Ho kya koi
Sautan thi wahaan
Hum ko bhi..
Ho hum ko bhi kaho
Kuchh khabariya ho ram
Hum ko bhi kaho
Kuchh khabariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram
Zulmi hamare
Saawariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram

bharatlyrics.com

Mukh pe hai
Lat bikhri hui
Mukh pe hai
Lat bikhri hui
Rut bhi hai
Kuch nikhri hui
Ho sab kuchh hai
Par kuch hai kami
Jo ye dekhe
Ho jo ye dekhe nahi
Wo nazariya ho ram
Jo ye dekhe nahi
Wo nazariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram
Zulmi hamare
Saawariya ho ram
Zulmi hamare
Saawariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram
Kaise guzregi hamri
Umariya ho ram.

Julmi Hamare Sanwariya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download