Kaaga Mera Ek Kaam Karna Lyrics - Lata Mangeshkar

Kaaga Mera Ek Kaam Karna lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Prem Vivah (1979). Kaaga Mera Ek Kaam Karna Happy soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Kaaga aa aa aa mera ek kaam karna
Kaaga mera ek kaam karna
Kabhi mere preetam kee gali se tu guzarna
Kaaga mera ek kaam karna
Kabhi mere preetam kee gali se tu guzarna
Kaaga mera ek kaam karna

bharatlyrics.com

Main jo kahoon tujh se ae
Woh kehna unhen jaake ae
Main jo kahoon tujh se ae
Woh kehna unhen jaake
Woh jo kahen tujh se
Woh kehna mujhe aake
Jaldi jaana jaldi aana
Unke jawaab pe hai
Mujhe jeena marna
Kaaga mera ek kaam karna

Kya kya kehna hai
Thehar yaad kar leti hoon
Kya kya kehna hai
Thehar yaad kar leti hoon
Bhool na jaaye tu
Main chitthi likh leti hoon
Chup hi rehna
Kuchh na kehna
Unse main darti hoon
Tu bhi unse darna aa
Kaaga mera ek kaam karna
Kabhi mere preetam ke gali se tu guzarna
Kaaga aa aa aa mera ek kaam karna.

Kaaga Mera Ek Kaam Karna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download