Kaahe Itna Gumaan Chhoriye Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Kaahe Itna Gumaan Chhoriye lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Bharosa (1963). Kaahe Itna Gumaan Chhoriye Dance soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Kaahe itna gumaan chhoriye
Ye mela do din ka
Kahe itna guman chhoriye
Ye mela do din ka
Legi kitno ki jaan chhoriye
Ye mela do din ka
Kaahe itna gumaan chhoriye
Ye mela do din ka

Kaahe karta hai
Pyar choruwa
Ye mela do din ka
Ja ja dor na
Dhar chhorwa
Ye mela do din ka
Kaahe karta hai
Pyar chhoruwa
Ye mela do din ka
Kaahe itna
Gumaan chhoriye
Ye mela do din ka

Jara sun sun are ja ja ja
Jara sun sun are ja ja ja
Chal thamak thamak
Jara thamak thumak thumak
O jara sun sun are ja ja ja
O jara sun sun are ja ja ja

Teri khatir khol
Ke rakha hai
Dil ka darwaja
Paiya ham nahi
Padne wale
Marji hai to aaja
Bada aaya
Dildar chhoruwa
Ye mela do din ka
Bada aaya
Dildar chhoruwa
Ye mela do din ka
Ja ja dhor na
Dhar chhorwa
Ye mela do din ka
Kaahe karta hai
Pyar chhoruwa
Ye mela do din ka
Kaahe itna gumaan chhoriye
Ye mela do din ka

bharatlyrics.com

Dekh jara ye
Kali kali julfe ki janjire
Bandi hui hai inme
Tere jaiso ki taqdire
Dekh jara ye
Kali kali julfe ki janjire
Bandi hui hai inme
Tere jaiso ki taqdire
Lut jayega jahan choriye
Ye mela do din ka
Kaahe karta hai
Pyar chhoruwa
Ye mela do din ka.

Kaahe Itna Gumaan Chhoriye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download