Kaam Karo Bhai Kaam Karo Lyrics - Asha Bhosle, Dilraj Kaur, Kumar Sonik, Mohammed Rafi

Kaam Karo Bhai Kaam Karo lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Dilraj Kaur, Kumar Sonik, Mohammed Rafi from Bhookh (1978). Kaam Karo Bhai Kaam Karo Happy soundtrack was composed by Master Sonik, Om Prakash Sonik with lyrics written by Verma Malik.

Mehanat se na kabhi daro
Dharti ka aanchal bhar do
Mehanat se na kabhi daro
Dharti ka aanchal bhar do
Aur pathar se hira
Miti se sona paida karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Mehanat se na kabhi daro
Dharti ka aanchal bhar do
Miti se sona paida karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo

Jisko apne bajubal aur
Mehanat pe vishvash rahe
Uske sare ujde van me
Na dhup rahe na pyas rahe
Rah me jo bhi use nakam karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo

bharatlyrics.com

Kasam uthao aaj sabhi
Majduri karke hai khana
Hath failakar khane se
Achha hai bukha mar jana
Suno bikhariyo bikh mang kar
Desh ko na badnam karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo

Mehanat se na kabhi daro
Dharti ka aanchal bhar do
Mehanat se na kabhi daro
Dharti ka aanchal bhar do
Aur pathar se hira
Miti se sona paida karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo
Kam karo ha kam karo
Subha karo aur sham karo.

Kaam Karo Bhai Kaam Karo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download