Kab Talak Shama Jali Lyrics - Mahima

Kab Talak Shama Jali lyrics, the song is sung by Mahima from Anjuman: A Treasure Of Ghazals (2006). Kab Talak Shama Jali Ghazal soundtrack was composed by Som Dutt with lyrics written by Qateel Shifai.

Kab talak shama jali yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi
Shaame ghum kaise dhale yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi

Baaghbaan sinch raha thaa ghulshan
Baaghbaan sinch raha thaa ghulshan
Kaise murjaai kali
Kaise murjaai kali yaad nahi
Shaame ghum kaise dhale yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi

Hum zamane mein kuchh aise bhatake
Hum zamane mein kuchh aise bhatake
Ab to unki bhi gali yaad nahi
Ab to unki bhi gali yaad nahi
Shaame ghum kaise dhale yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi

bharatlyrics.com

Kat gayi umra to saari katil
Umra to saari…saari
Kat gayi umra to saari katil
Woh buri thi yaa bhali yaad nahi
Woh buri thi yaa bhali yaad nahi
Shaame ghum kaise dhale yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi
Kab talak shama jali yaad nahi
Yaad nahi…yaad nahi…

Kab Talak Shama Jali Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kab Talak Shama Jali is from the Anjuman: A Treasure Of Ghazals (2006).

The song Kab Talak Shama Jali was sung by Mahima.

The music for Kab Talak Shama Jali was composed by Som Dutt.

The lyrics for Kab Talak Shama Jali were written by Qateel Shifai.

The music director for Kab Talak Shama Jali is Som Dutt.

The song Kab Talak Shama Jali was released under the Universal Music.

The genre of the song Kab Talak Shama Jali is Ghazal.