Tanhaiyon Ko Itna Sajaya Na Ki Jiye Lyrics - Mahima

Tanhaiyon Ko Itna Sajaya Na Ki Jiye lyrics, the song is sung by Mahima from Anjuman: A Treasure Of Ghazals (2006). The music of Tanhaiyon Ko Itna Sajaya Na Ki Jiye Ghazal track is composed by Som Dutt while the lyrics are penned by Anjum Gaazipuri.

Tanhaiyon ko itna
Sajaya na ki jiye
Tanhaiyon ko itna
Sajaya na ki jiye
Majaboor hain jo
Unko bulaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna
Sajaya na ki jiye

bharatlyrics.com

Mana ki humne ghum
Ke shiva kuchh nahi diya
Mana ki humne ghum
Ke shiva kuchh nahi diya
Is ghum se dil mein
Aag lagaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna…

Daaman wafa ka chhod
Diya humne kis liye
Daaman wafa ka chhod
Diya humne kis liye
Ye puchha ke sitam
Kabhi dhaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna…

Beete dino ko phir se
Jaga de jo dafatan
Beete dino ko phir se
Jaga de jo dafatan
Aisi ghazal kis ko
Sunaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna…

Gairon ko sop di hain
Jo anjum khuda apne
Gairon ko sop di hain
Jo anjum khuda apne
Ab uss gali mein lautke
Jaaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna
Sajaya na ki jiye
Majaboor hain jo
Unko bulaya na kijiye
Tanhaiyon ko itna
Sajaya na ki jiye.

Tanhaiyon Ko Itna Sajaya Na Ki Jiye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply