Kabhi Ithla Ke Chalte Ho Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Kabhi Ithla Ke Chalte Ho lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Aap Ki Parchhaiyan (1964). The music of Kabhi Ithla Ke Chalte Ho Romantic track is composed by Madan Mohan Kohli while the lyrics are penned by Raja Mehdi Ali Khan.

Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho
Bhala ji kaise
Jiyenge duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale

Jo karna hai woh kar lo ji
Chalenge hum to aise hi
Hamara kya hai
Marenge duniya waale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho

Teri shokh adaayen kya kehne
Ho aaja pehna doon pyar ke gehne
Teri shokh adaayen kya kehne
Aaja pehna doon pyar ke gehne
Tere pyar ke gehne maine pehne
To jaane mujhe kya
Kya kahenge duniya waale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho
Bhala ji kaise jiyenge duniya wale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho

Leja aankhen gulaabi gulaabi
Aise ghoor na jaise ke sharaabi
Leja aankhen gulaabi gulaabi
Aise ghoor na jaise ke sharaabi

bharatlyrics.com

Aiji aankhon ke jab
Maikhaane khule hain
Phir to aa ke piyenge duniya wale
Jo karna hai woh kar lo ji
Chalenge hum to aise hi
Hamara kya hai
Marenge duniya wale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho

Apne qaidi ko de na rihaayi
O mujhe jeene na degi judaayi
Apne qaidi ko de na rihaayi
O mujhe jeene na degi judaayi

Toone aisa kaha to
Muskura muskura ke
Tujhe chheda
Karenge duniya waale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho
Bhala ji kaise
Jiyenge duniya waale
Jo karna hai woh kar lo ji
Chalenge hum to aise hi

Hamara kya hai
Marenge duniya wale
Ho duniya wale ho duniya wale
Ho duniya wale duniya wale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho
Bhala ji kaise jiyenge duniya wale.

Kabhi Ithla Ke Chalte Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download