Kabhi Naghma Kabhi Sargam Lyrics - Pamela Singh

Kabhi Naghma Kabhi Sargam lyrics, the song is sung by Pamela Singh from Alfaaz (2008). The music of Kabhi Naghma Kabhi Sargam Ghazal track is composed by Anup Jalota while the lyrics are penned by .

Kabhi naghma kabhi sargam
Kabhi ghungaroo ki tarah
Kabhi naghma kabhi sargam
Kabhi ghungaroo ki tarah
Hum hawao mein bikharte rahe
Khusboo ki tarah
Hum hawao mein bikharte rahe
Khusboo ki tarah
Kabhi naghma kabhi sargam
Kabhi ghungaroo ki tarah

bharatlyrics.com

Humko tanhaai mein mehsoos
Huaa hain aksar
Humko tanhaai mein mehsoos
Huaa hain aksar
Koi tanhaai ka saathi nahi
Aansu ki tarah
Koi tanhaai ka saathi nahi
Aansu ki tarah
Kabhi naghma kabhi sargam
Kabhi ghungaroo ki tarah

Ye bahaare bhi hamesha
Nahi rehane wali
Ye bahaare bhi hamesha
Nahi rehane wali
Hum bhi ghulshan se
Chale jaayenge khusboo ki tarah
Hum bhi ghulshan se
Chale jaayenge khusboo ki tarah
Kabhi naghma kabhi sargam
Kabhi ghungaroo ki tarah

Hum nahi kehate
Magar log to kehate hain nizaam
Hum nahi kehate
Magar log to kehate hain nizaam
Koi jaadu hi nahi
Pyaar ke jaadu ki tarah
Koi jaadu hi nahi
Pyaar ke jaadu ki tarah
Kabhi naghma kabhi sargam
Kabhi ghungaroo ki tarah
Hum hawao mein bikharte rahe
Khusboo ki tarah
Kabhi naghma kabhi sargam
Kabhi ghungaroo ki tarah.

Kabhi Naghma Kabhi Sargam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download