Kabse Nazar Dhunde Lyrics - Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Kabse Nazar Dhunde lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Waqt Waqt Ki Baat (1982). The music of Kabse Nazar Dhunde Drama track is composed by Rajesh Roshan while the lyrics are penned by Anjaan.

Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana
Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana
Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana

bharatlyrics.com

Mera gora badan lachake aise
Jaise barkha mein dariya ka pani
Mera gora badan lachake aise
Jaise barkha mein dariya ka pani
Jane kitno ke dil dub jaye
Jhum ke nache jab ye jawani
Dil ye mera jisme dube
Kya pata woh najar hai kaha
Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana
Ayega re ayega re ayega ek din wo jamana
Sang tere hoga tera prem deewana
Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana

Dekh kar tukhko chanchal hiraniya
Ho gaye khud hi ghayal shikari
Dekh kar tukhko chanchal hiraniya
Ho gaye khud hi ghayal shikari
Jhuthe tan ke sodayi lakho
Na mile koi man ka pujari
Kisme dam hai chhu sake
Chhu sake tera tan jo yaha
Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana
Ayega re ayega re ayega ek din wo jamana
Sang tere hoga tera prem deewana.

Kabse Nazar Dhunde Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download