Kadam Kadam Badhaye Ja Lyrics - Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Kadam Kadam Badhaye Ja lyrics, the song is sung by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) from Samadhi (1950). Kadam Kadam Badhaye Ja Patriotic soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Rajendra Krishan.

 Tere liye tere watan
Ki khak bekrar hai
Himalya ki chotiyo ko
Tera intazaar hai
Watan se dur hai magar
Watan ke geet gaye ja
Watan se dur hai magar
Watan ke geet gaye ja
Kadam kadam badhaye ja
Khushi ke geet gaye ja
Ye zindagi hai kaum ki
Tu kaum per lautaya ja
Kadam kadam badhaye ja

bharatlyrics.com

Bada kathin safar hai
Bade katin hai raste
Magar ye mushkile hai kya
Sipahiyo ke waste
Tu bijliyo se khel
Andhiyo pe muskuraye ja
Tu bijliyo se khel
Andhiyo pe muskuraye ja
Kadam kadam badhaye ja
Khushi ke geet gaye ja
Ye zindagi hai kaum ki
Tu kaum per lautaya ja
Kadam kadam badhaye ja

Bichad raha hai tujhpe tera
Bhai to bichadne de
Bhai to bichadne de
Nasib kaum ka bane to
Apna ghar ujadne de
Apna ghar ujadne de
Mita ke apna ek ghar
Hazaar ghar basaye ja
Mita ke apna ek ghar
Hazaar ghar basaye ja
Kadam kadam badhaye ja
Khushi ke geet gaye ja
Ye zindagi hai kaum ki
Tu kaum per lautaya ja
Kadam kadam badhaye ja
Khushi ke geet gaye ja
Ye zindagi hai kaum ki
Tu kaum per lautaya ja
Kadam kadam badhaye ja

Tere liye tere watan
Ki khak bekrar hai
Himalya ki chotiyo ko
Tera intazaar hai
Watan se door hai magar
Watan ke geet gaye ja.

Kadam Kadam Badhaye Ja Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download