Kagaz Kalam Dawaat Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Kagaz Kalam Dawaat lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Alag Alag (1985). The music of Kagaz Kalam Dawaat Classical track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Kagaz kalam dawaat le
Ye kissa likhe koi
Kagaz kalam dawaat le
Ye kissa likhe koi

bharatlyrics.com

Ranga ranga kerte
Phir ek heer diwani hoyi
Jab se tujhko dekha hai
Main sabko bhul gayi hoon
Auro ki kya baat kare
Main rab ko bhul gayi hoon
Tere naam ke siva kuch yaad nahin
Tere naam ke siva kuch yaad nahin

Kya shadi kya dholi kaise
Char gavah kya kaazi
Duniya se kya lena dena
Dil raazi rab raazi

Jogi ban ko jaye
Jogi ban ko jaye
Mujhko jane tere daware
Tere daware ko jate
Duniya ke raste sare
Tere naam ke siva kuch yaad nahin
Tere naam ke siva kuch yaad nahin
Mujhe kya ho gaya kuch yaad nahin
Tune kya ker diya mujhe yaad nahin
Tere naam ke shiva kuch yaad nahin
Tere naam ke shiva kuch yaad nahin

Laaj ke pahre tut
Tadap uthi ye radha
O prem ke raste mein hai
Uche parvat sagar gahre
Hum premi aankho se andhe
Aur kano se bahr
Tere naam ke shiva kuch yaad nahin
Tere naam ke shiva kuch yaad nahin
Mujhe kya ho gaya kuch yaad nahin
Tune kya ker diya mujhe yaad nahin
Tere naam ke shiva kuch yaad nahin
Tere naam ke shiva kuch yaad nahin

Teri surat murat mein
Apni tasveer dekhu
Teri zulfo mein ulji apni
Taqdir main dekhu
Tu mujhme main tujhme
Dono aise

Tere naam ke shiva kuch yaad nahin
Tere naam ke shiva
Mujhe kya ho gaya kuch yaad nahin
Tune kya ker diya mujhe yaad nahin
Tere naam ke shiva kuch yaad nahin
Tere naam ke shiva kuch yaad nahin.

Kagaz Kalam Dawaat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download