Kahan Kahan Kis Kis Din Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Kahan Kahan Kis Kis Din lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Chakkar Pe Chakkar (1977). The music of Kahan Kahan Kis Kis Din Romantic track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Verma Malik.

Are kaha kaha kis kis din kis kis wakt par aaoge
Kaha kaha kis kis din kis kis wakt par aaoge
Jaha jaha jis jis din jab jab mujhe bulaoge
Tum jab jab mujhe bulaoge
Kaha kaha kis kis din kis kis wakt par aaoge
Jaha jaha jis jis din jab jab mujhe bulaoge
Tum jab jab mujhe bulaoge

bharatlyrics.com

Jab mere hotho se teri yad lipat jaye
Jab mere hotho se teri yad lipat jaye
Or pyar dard ban ke mere dil me simat jaye
Ho dard tera bat lu mai
Dard tera bat lu mai, jab jab awaz lagaoge
Jaha jaha jis jis din jab jab mujhe bulaoge
Tum jab jab mujhe bulaoge

Meri do ankho me har sapna tera ho
Meri do ankho me har sapna tera ho
Ye rat thahar jaye na iska sawera ho
Are sapno ki bato ko sapno ki bato ko
Kya sach karke dikhlaoge
Jaha jaha jis jis din jab jab mujhe bulaoge
Tum jab jab mujhe bulaoge
Are kaha kaha kis kis din kis kis wakt par aaoge
Jaha jaha jis jis din jab jab mujhe bulaoge
Jab jab mujhe bulaoge.

Kahan Kahan Kis Kis Din Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download