Kahe Ab Ki Bahar Lyrics - Chitra Singh (Chitra Dutta)

Kahe Ab Ki Bahar lyrics, the song is sung by Chitra Singh (Chitra Dutta) from Adaa (1992). The music of Kahe Ab Ki Bahar Ghazal track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by .

Kahe ab ki aye bahar
Kahe ab ki aye bahar
Fika hai har khumar
Kahe ab ki aye bahar
Fika hai har khumar

Tujhme jo bat thi
Wohh kaha kho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar
Kahe ab ki aye bahar
Fika hai har khumar
Tujhme jo bat thi
Wohh kaha kho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar

bharatlyrics.com

Pahla sa rang nahin kaliyo mein teri
Nahin woh mahak kahi galiyo mein teri
Pahla sa rang nahin kaliyo mein teri
Nahin woh mahak kahi galyio mein teri
Rani teri rat ki woh kaha kho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar
Kahe ab ki aye bahar
Fika hai har khumar
Tujhme jo bat thi woh kaha kho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar

Bijli ki bindiya chamakti nahin kahe
Pavan basanti bahakti nahin kahe
Bijli ki bindiya chamakti nahin kahe
Pavan basanti bahakti nahin kahe
Sakhi teri saz ki woh kaha kho gayi
Hare re tu aaj kya se kya ho gayi
Hare re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar
Kahe ab ki aye bahar
Fika hai har khumar
Tujhme jo bat thi woh kaha kho gayi
Haye re tu aaj kya se kya ho gayi
Kahe ab ki aye bahar.

Kahe Ab Ki Bahar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kahe Ab Ki Bahar is from the Adaa (1992).

The song Kahe Ab Ki Bahar was sung by Chitra Singh (Chitra Dutta).

The music for Kahe Ab Ki Bahar was composed by Jagjit Singh.

The music director for Kahe Ab Ki Bahar is Jagjit Singh.

The song Kahe Ab Ki Bahar was released under the Venus Records.

The genre of the song Kahe Ab Ki Bahar is Ghazal.