Kaise Kahu Kis Se Kahu Lyrics - Asha Bhosle

Kaise Kahu Kis Se Kahu lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Gaon Hamara Shaher Tumhara (1972). Kaise Kahu Kis Se Kahu Dance soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Kaise kahu kis se kahu
Sharm ki baat hai
Sharm ki baat hai
Badi mushkil se kati hai raat na na
Kaise kahu kis se kahu
Sharm ki baat hai
Sharm ki baat hai

Aate hai baiman tere vade
Soye soye jagte hai dil me irade
Aate hai baiman tere vade
Soye soye jagte hai dil me irade
Vade vo vade jo hue na pure
Irade vo irade jo rah gaye adhure
Kaise kahu kis se kahu
Sharm ki baat hai
Sharm ki baat hai
Badi mushkil se kati hai raat na na
Kaise kahu kis se kahu
Sharm ki baat hai
Sharm ki baat hai

bharatlyrics.com

Sochti hu kabhi kabhi ho jau kisi ki
Bhul ke baate pichhali zindagi ki
Sochti hu kabhi kabhi ho jau kisi ki
Bhul ke baate pichhali zindagi ki
Fir teri surat yaad aa jati hai
Aankho ke samane ghata chha jati hai
Kaise kahu kis se kahu
Sharm ki baat hai
Sharm ki baat hai
Badi mushkil se kati hai raat na na
Kaise kahu kis se kahu
Sharm ki baat hai
Sharm ki baat hai.

Kaise Kahu Kis Se Kahu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kaise Kahu Kis Se Kahu is from the Gaon Hamara Shaher Tumhara (1972).

The song Kaise Kahu Kis Se Kahu was sung by Asha Bhosle.

The lyrics for Kaise Kahu Kis Se Kahu were written by Rajendra Krishan.

The song Kaise Kahu Kis Se Kahu was released under the Saregama.

The genre of the song Kaise Kahu Kis Se Kahu is Dance.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *