Kaise Raat Beeti Lyrics - Kishore Kumar

Kaise Raat Beeti lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Do Musafir (1978). The music of Kaise Raat Beeti Romantic track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by M. G. Hashmat.

Kaise rat biti o kaise rat biti
Hum jane hum jane ya dil jane
Jabse hui hai mulakat unse
Jabse hui hai mulakat ho
Hum hai jinke diwane
Arey hum hai jinke diwane
Wo na humko pahcahne
Kaisi ajab hai ye bat unki
Kaisi ajab hai ye bat  ho

bharatlyrics.com

Wah re wah re apni kismat
Wah re wah re apni kismat
Kis pathar se takrai
Kis pathar se takrai
Nain mile par samjh na paye
Arey nain mile par samjh na paye
In naino ki chaturai
In naino ki chaturai
Ab pachhtane se kya hove
Ab pachhtane se kya hove
Jab hum dhokha kha baithe
Kaise rat biti kaise rat biti
Hum jane hum jane ya dil jane
Jabse hui hai mulakat unse
Jabse hui hai mulakat ho

Badla aur hasino se kya
Aji badla aur hasino se kya
Jao humne maf kiya
Jao humne maf kiya
Katil ab ye soch raha hai
Arey katil ab ye soch raha hai
Humne kya insaf kiya
Humne kya insaf kiya
Dushman par hum hanste hanste
Dushman par hum hanste hanste
Dil aur jaan luta baithe
Ho kaise rat biti kaise rat biti
Hum jane hum jane ya dil jane
Jabse hui hai mulakat unse
Jabse hui hai mulakat ho.

Kaise Raat Beeti Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download