Kali Kali Lyrics - Sunidhi Chauhan

Kali Kali lyrics, the song is sung by Sunidhi Chauhan from Kool Nahi Hot Hain Hum (2008). The music of Kali Kali Item Numbers track is composed by Siddhant Madhav while the lyrics are penned by Yusui Pinkoo.

Kali kali hoon main, kashmir ki kali
Kali kali hoon main, kashmir ki kali
Ho har koi bulaaye mujhe apani gali
Kali kali hoon main, kashmir ki kali
Haan miss universe se main kam nahi
Miss world mein bhi woh dam nahi
Miss universe se main kam nahi
Miss world mein bhi woh dam nahi
Har taraf hai jalawa mera, har taraf hai jalawa
Sang marmar badan sholo ki ladi
Kali kali hoon main, kashmir ki kali

Loot le gori julmi teri jawaani
Teri jawaani ki ajab hai kahaani
Tujhape main vaaru apani saari umariya
Tujhako hi sochu main aatho pehariya
Katrina na jaisa mera naajuk badan hai
Ash ki taraha mere dono nayan hai
Katrina na jaisa mera naajuk badan hai
Ash ki taraha mere dono nayan hai
Priyanka si main bhi dikhati bhali hoon
Aur bipaasha jaisi dilkash badi hoon
Mallika ki tarah main bhi fuljhadi
Kali kali hoon main, kashmir ki kali
Kali kali hoon main, kashmir ki kali

bharatlyrics.com

Meri ada se koi bach na saka hai
Kisko milungi isaka satta laga hai
Meri ada se koi bach na saka hai
Kisko milungi isaka satta laga hai
Hosh uda du sabke nindein chura loon
Dil mein sabke aashiyaana bana loon
Gudh ki tarah hoon misri ki dali
Kali kali hoon main, kashmir ki kali
Kali kali hoon main, kashmir ki kali
Har koi bulaaye mujhe apani gali
Kali kali hoon main, kashmir ki kali
Kali kali hoon main, kashmir ki kali
Kali kali hoon main, kashmir ki kali.

Kali Kali Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download